"क्रोध से मूढ़ता उत्पन्न होती है, मूढ़ता से स्मृति भ्रांत हो जाती है, स्मृति भ्रांत हो जाने से बुद्धि का नाश हो जाता है और भ्द्धि नष्ट होने पर प्राणी स्वयं नष्ट हो जाता है"
bahut achchi prastuti.shri krishan ke updesh me bahut sateekta aur satyata hoti hai.sorry bahut dino baad aa paai hoon.mere blog par israel ghoomne aaiye.
is sambandh me bhagwadgeeta ke adhyay 2 shlok 62 v 63 hain.Aapne shlok 63 ka anuvad prastut kiya hai. isse pahle shlok 62 bhi padha jana chahiye,jiska bhavaarth hai vishyon ka chintan karne se vishyon men aasakti ho jaati hai,aasakti se un vishyon ki kamana utpann hoti hai aur kamana men vighn padne se krodh utpnn hota hai.
isliye 'krodh' se bachne ke liye un vishyon se hi hamen dhyan hatana ati aavshyak hai jin men hamari aasakti hai,jis karan un vishyon ki kamana utpnn ho rahi hai. siddhant yah hua 'koi kamana nahi to koi kamana men vighn nahi,aise men koi krodh utpnn hone ka saval hi nahi hai.' krodh hone par jo hota hai vah aapne apni post men likha hi hai. sundar prastuti ke liye aabhar. (mere 'hindi translator' men kuch gadbad hone se yah comment aapko hindi men n likh paane ke liye kshma chahata hun.)
bahut achchi prastuti.shri krishan ke updesh me bahut sateekta aur satyata hoti hai.sorry bahut dino baad aa paai hoon.mere blog par israel ghoomne aaiye.
जवाब देंहटाएंमन के भावों की कार्यप्रणाली को गीता में बखूबी चित्रित किया गया है. आभार.
जवाब देंहटाएं100% correct.
जवाब देंहटाएंbilkul sahi .aabhar
जवाब देंहटाएंबुद्धि नष्ट होने से आदमी नष्ट हो जाता है , सही बात है.
जवाब देंहटाएंshandar prernadayak prastuti.
जवाब देंहटाएंis sambandh me bhagwadgeeta ke adhyay 2 shlok 62 v 63 hain.Aapne shlok 63 ka anuvad prastut kiya hai.
जवाब देंहटाएंisse pahle shlok 62 bhi padha jana chahiye,jiska bhavaarth hai
vishyon ka chintan karne se vishyon men aasakti ho jaati hai,aasakti se un vishyon ki kamana utpann hoti hai aur kamana men vighn padne se krodh utpnn hota hai.
isliye 'krodh' se bachne ke liye un vishyon se hi hamen dhyan hatana ati aavshyak hai jin men hamari aasakti hai,jis karan un vishyon ki kamana utpnn ho rahi hai.
siddhant yah hua 'koi kamana nahi to koi kamana men vighn nahi,aise men koi krodh utpnn hone ka saval hi nahi hai.'
krodh hone par jo hota hai vah aapne apni post men likha hi hai.
sundar prastuti ke liye aabhar.
(mere 'hindi translator' men kuch gadbad hone se
yah comment aapko hindi men n likh paane ke liye kshma chahata hun.)
बहुत बहुत शुक्रिया आप सभी का जो आप यहाँ आए और अपनी राय दी,हम आपसे आशा करते है की आप आगे भी अपनी राय से हमे अवगत कराते रहेंगे!
जवाब देंहटाएंबुद्धि नष्ट होने से आदमी नष्ट हो जाता है , सही बात है.
जवाब देंहटाएंaabhar aapka sawai ji
जवाब देंहटाएंसहमत हूं।
जवाब देंहटाएंकितनी अच्छी बात ...फोटो तो बहुत ही प्यारा लगाया आपने...
जवाब देंहटाएंबिल्कुल सही कहा है आपने! उम्दा प्रस्तुती!
जवाब देंहटाएंमेरे नए पोस्ट पर आपका स्वागत है-
http://ek-jhalak-urmi-ki-kavitayen.blogspot.com/
आप सभी का बहुत बहुत शुक्रिया..
जवाब देंहटाएं